|
| | Auteur | Message |
|---|
Admin Admin

Nombre de messages: 292 Date d'inscription: 09/05/2007
 | Sujet: MUSIC/ VIDEO HINDI Sam 16 Juin - 14:37 | |
| KYUN HO GAYA NAA TRACKS DHEERE DHEERE: Cliquez iciAAO NAA: Cliquez iciMAIN HOON: Cliquez iciBAAT SAMJHA: Cliquez iciNO NO : Cliquez iciPYAR MEIN SAU ULJHANEIN: Cliquez ici VIDEO LYRICS DHEERE DHEEREDheere Dheere Dil Mein Mere Aa Gayi Toh Cha Gayi Teri Aarzoo Raahon Mein Nighahoo Mein Mere Char Su, As Hai Tu Hi Tu Saason Mein Jasbaat Ki Aandhiyaan Hain Dhadkan Mein Bhuchal Jaise Kaisa Junodn, Kaisi Dewaangi Hai, As Main Kahdon Haal Kasie Mera Dil, Meri Jaan Mera Saara Jahan Saara Armaan Tu Hai Dheere Dheere...Nighahod Mein Mere Char Su, As Hai Tu Hi Tu Dil Ki Hai Kya Dastaan Yeh Sunane Mehbooba Main Aa Raha Hoon Jo Khwaab Dekha Hain, Tujhko Dekhane, Woh Khwaab Main La Raha Hoon, Chup Kyon Main Rahon As Kyon Na Kahon Mere Dil Ka Sukoon Tu Hai Dheere Dheere...Nighahoo Mein Mere Char Su, As Hai Tu Hi TuAAO NAAGe Ge Re, Ge Ge Re, Ge Re Ge Me Ge Re Re Re Sa, Re Re Sa, Ni Sa Ni Ghunji Si Hai Sari Fiza Jaise Bajti Ho Shehnaiyaan Leherati Hai Mehki Hawa Gungunati Hain Tanhaiyaan Sab Gaate Hain Sab Hi Madhosh Hain Hum Tum Kyun Khamosh Hain Saaz - E- Dil Chedo Na Chup Ho Kyun Gaavon Na Aao Na.. Ao Na... Aao Na... Aao Na... Tan Man Mein Kyun Aise Behti Huyi Thandi Si Ik Aag Hai Saason Mein Hai Kaisi Yeh Ragini Dhadkan Mein Kya Raag Hai Yeh Hua Kya Humein Hum Ko Samjhaoo Na...(2) Sab Gaate Hain ...Khamosh Hain Dil Mein Jo Baatein Hai Hdton Pe Laoo Na Aao Na... Aao Na... Ab Koi Duri Na Uljan Koi Bas Ek Ikrar Hai Ab Na Kahin Hum Na Tum Hd Kahin Bas Pyaar Hi Pyaar Hai Sun Sako Dhadkane Itne Paas Aao Na...(2) Sab Gaatein ...Khamosh Hain Ab Mere Sapno Pe Tum Hi Tum Chahoo Na Aao Na... Aao Na... Aao Na.... Ghunji Si Hai ...Gungunati Hain Tanhaiyaan ... Aao Na Aao Na....MAIN HOONTum Idhar Ek Nazar Dekho Nahi Toh Pachtaaoge Kahin Bhi Koi Bhi Mere Jaisa Tum Nahin Paoge Yahan Wahan, Jaao Jahan Yahan Wahan, Chahein Jaao Jahan Mere Jaisa Hoga Kahan Jisme Yahan Saari Khoobiyan Hai Woh Bas Main Hoon, Bas Main Hoon...(2) Koi Doosara Nahin...(3) Main Kya Hoon Tum Bhi Dekho Na Main Hoon, Bas Main Hoon, Bas Main Hoon Koi Doosara Nahin...(2) Main Kya Hoon Tum Hi Dekhona, Dekho Dekho Dekho Na Tum Kya Ho Kaise Ho Chodoo Mujhe Kya Samjhaaoge Kahin Bhi Dekho Toh Apne Jaise Hazaroon Paaoge Tumse Jawan Ghume Lakho Yahan Woh Bechare Woh Bezabaan Unko Kahan Aisi Galat Fhemiyan Ke Main Hoon Bas Main...Doosara Nahin,...(2) Main Hoon, Bas Main...Doosara Nahin,...(2) In Baaton Se Baaz Aao Na Jaao Jaao Jaao Na Jo Main Kahon, Raat Mein Ho Din Din Mein Raat Ho Kyun Main Sunu Aisi Jo Be Sar Per Ki Baat Ho Tum Yeh Sun Lo, Tum Yeh Samjho Tyum Yeh Jaano Jisme Saari Khoobiya Hai Main Hoon, Bas Main...Doosara Nahin,...(2) Jaao Jaao Jaao Na Kya Jaane Kyun Dil Ye Chahe Tum Jo Kaho Main Maan Loon Hairaan Hoon Tumne Kya Samjha Kya Jaana Main Kaun Hoon Maine Samjha Maine Jaana Maine Maana Jismein Saari Khoobiya Hain Tum Ho Bas Tum Ho Ba5 Tum Ho.... Koi Doosara Nahin...(3) Bas Yeh Hi Kehti Jaao Na Jaao Jaao Jaao Na Bring On The Music BAAT SAMJHADilwalo Sund Re Sund Kaanto Se Kaliyan Chuno Jeevan Ki In Raahon Mein Hooton Pe Geet Rahe Baahon Mein Meet Rahe Preet Ghuli Ho Nigahon Mein Mera Tumse.... Itna Hai Kehna Sapna Kol.. Dekhte Rehna Hai Woh Koi Rahi, Jo Na Jaane, Manzil Hai Kya Jo Nahin Dhadke, Woh Dil Bhi Koi Dil Hai Kya Baat Samjha Karo, C'mon Charlie Baat Samjha Karo, Haan Samjha Karo Yaar 5amjha Karo, Pyaar Karna Hai Toh, Zara Khulke Karo Baat Samjha Karo Tum Na Gumsum Raho, Na Aahein Bharo...(2) Baat Samjha Karo, Are Samjha Karo Yaar Samjha Karo Humne Toh Hai Samjha Yahi Zindagi Kuch Bhi Nahin Bas Khel Hai Is Khel Mein Jeeta Wohi Jiske Dil Se Kisi Dil Ka Mel Hai Dil Ki Yahan Jisne Suni Jisne Bhi Yeh Raah Chuni Sunte Bechara Mushkil Mein Raha... Aaa Yun Na Daroo Itna Karo Hota Hai Jo Hone Bhi Do Manke Toh Dekho Tum Dilka Kaha... Haan Na Hd Dariya Toh Socho Saahil Zara Hai Kya, Jo Nahtn Dhadke Woh Dil Bhi Koi Dil Hai Kya Baat Samjha Karo...Yaar Samjha Karo Samjhe Na Jo Jazbaat Ko Use Samjhana Hoto Samjhaein Kya Tehro Zara Jaldi Hai Kya Khudi Woh Samjhega Hum Gabraye Kya? Aata Nahin Mujhko Yakeen Aisa Bhi Hai Koi Kahin Jo Yeh Na Jaane Mohabbat Hai Kya Dil Ki Jo Sunte Hi Nahin Dekhna Tum Koi Haseen Unko Sikha Degi Ki Chaahat Hai Kya Woh Jo Hai Tanha, Kya Jaane, Mehfil Hai Kya Jo Nahin Dhadke, Woh Dil Bhi Koi Oil Hai Kya Baat Samjha Karo...Baat Bamjha Karo Tum Na Gumsum Raho, Na Aahein Bharo Tum Na Gumsum Raho Baat Samjha Karo...Yaar 5amjha KaroNO NODekhu Ek Ladki Toh Dil Mera Dhadke Dhadke, Mile Ik Ladka Toh Shola Sa Bhadke Bhadke, Kyun Hai Behke Behke Ladkiyaan - Ladke... Ladke.... Dekho Yeh Haal... Kya Hai Khayal Kyun Ho Gaya Na Pyaar! No ...No... Tum Kisi Pe Na Marna No ...No... Tum Aahein Na Bharna No... No... Yeh Bhool Na Karna Ye..Ye..Ye..Ye.. No ...No... Suno Mat Deewano No ...No... Aisi Baatein Nahin Mano No ...No... Inhein 5ach Mat Jaano Ye..Ye..Ye..Ye.. Dil Wil Ke Chakkar Mein Aake Ghumoge Tum Hosh Gawake - Yaaron, Woh Ho... Who... Chahat Mein Tum Yun Khojaoo Ik Dil Do Aur Ik Dil Paaoo Dhodke Mein Na Rehna Tum Mera Manlo Kehna Tum Bing Bong Yeh Bhi Sunlo, Woh Bhi Sun Lo Kaho Kuch Bhi Nahin Sab Kahaniyan Sab Kisse Inhe Mane Jo Hain Woh Pagal Yeh Baatein Sach Nahin Hain Huye Ishq Mein Barbaad Kitne Yahan Socho... Socho... Zara Tum Yaaron Ishq Se Tum Bacho Ye... (7) Let Me Hear You Say...(2)... Come On.... Come On.... Let Me Hear You Say... Ye (7) Give It Up...(2) Let Me Hear You Say Kyun ? Ho Gaya Na Pyaar... Dil Wil Ke Chakkar Mein Aake Ghumoge Tum Hosh Gawake - Yaaron, Chahat Mein Tum Yun Khojaoo Ik Dil Do Aur Ik Dil Paaoo Dhoke Mein Na Rehna Tum Mera Manlo Kehna Tum (Chorus) Bing Bong Jo Dil Mein Ha1 Koi Toh Ha1 Duniya Hasee Aankhd Me Agar Ho Sapne Armano Ke Chaye Ho Badal Hoto Par Geet Ho Toh Legega Hasee Tumhe Sara Jahan Socho... Socho... Zara Tum Nahi Nahin Ishq Bin Kuch Nahin Ye... (7) One More Time..One More Time Now.. Let Me Hear You One More Time..(2)Lets Go Ye... Ye...Ye...Ye...Ye...Ye...Ye...Ye... One More Time...(2) Spin It : Kyun Ho Gaya Na Kyun ? Ho Gaya Na Pyaar... No ... No... PYAAR MEIN SAU ULJHANEINPyaar main so uljhanein hain pyaar mat karna Jeene marne ka koi iqraar mat karna Chahat ki baton main samjho to bas dhokha hai Yeh batain sun ne se apne dil ko Humne to roka hai Pyar main so uljhanein hain pyar mat karna Jeene marne ka koi iqraar mat karna Pyaar main yoon to kasmein aur vaade bhi hote hain Lekin kasme vaade jo mane vo baad main rote hain Pyaar main so uljhanein hain pyar mat karna Jeene marne ka koi iqraar mat karna Pyaar main yoon to kasmein aur vaade bhi hote hain Lekin kasme vaade jo mane vo baad main rote hain Pyaar main so uljhanein hai pyar mat karna Jeene marne ka koi iqraar mat karna Chahat ki bataon main samjho to bas dhokha hai Yeh batain sun ne se apne dil ko Humne to roka hai Pyaar main sau uljhanein hain pyar mat karna Jeene marne ka koi iqraar mat karna hoo.... Pyaar hi jindagi hai pyaar hi har khushi hai Pyaar hi dhadkanon ka geet hai Pyaar hi dilkashi hai pyar hi naazgi hai Pyaar hi sabse pyaari reet hai Pyaar jo hota hai rang naye lata hai sapne sajata hai yeh Bhool ke bhi pyaar se inkaar mat karna Apne dil ko pyaar se bezaar mat karna Haan, Bhool ke bhi pyaar se inkaar mat karna Apne dil ko pyaar se bezaar mat karna Hey, Chahat ki bataon main samjho to bas dhokha hai Yeh batain sun ne se apne dil ko Humne to roka hai Pyar main so uljhanein hai pyaar mat karna Jeene marne ka koi iqraar mat karna Karloge to tadpaoge tadpoge to pachhtaoge Deewanon is duniya main mat kar lena dil ka sauda Pyaar main so uljhanein hain pyaar mat karna Jeene marne ka koi iqraar mat karna Raat ho ya ho din pheeke hain pyaar bin ho pyaar main dil muskuraye saari ratain jag magaye saari rahein jhil milayein Jhoom uthe phir sab (Halke halke sapna koi jhalke) - 2 Yeh sapna vapna kya hai chhodo na Pyaar main so uljhanein hain pyaar mat karna Jeene marne ka koi iqraar mat karna Chahat ki baton main samjho to bas dokha hai Yeh batain sun ne se apne dil ko Humne to roka hai Pyaar main so uljhanein hain pyar mat karna Jeene marne ka koi iqraar mat karna Pyaar main yoon to kasmein aur vaade bhi hote hain Lekin kasme vaade jo mane vo baad main rote hain Bhool ke bhi pyaar se inkaar mat karna Apne dil ko pyaar se bezaar mat karna (Dedoge to dalpaoge tadpoge to pachhtaoge Deewanon is duniya main mat kar lena dil ka sauda) -2 Pyaar main so uljhanein hain pyar mat karna Bhool ke bhi pyaar se inkaar mat karna Pyaar main so uljhanein hai pyar mat karna Pyaar main so uljhanein hai Bhool ke bhi pyaar se Pyaar main so uljhanein ... hai pyar mat karna hey hey SITE POUR LES PAROLES DU FILM TRADUITES EN ANGLAIS:
Dernière édition par le Sam 17 Nov - 9:25, édité 2 fois |
|  | | Admin Admin

Nombre de messages: 292 Date d'inscription: 09/05/2007
 | Sujet: KUCH KUCH HOTA HAI Dim 7 Oct - 9:20 | |
| TRACKS KOI MIL GAYA: Cliquez iciKUCH KUCH HOTA HAI: Cliquez iciLADKI BADI ANJANI HAI: Cliquez iciSAAJAN JI GHAR AAYE: Cliquez iciTUJHE YAAD NA MARI AAEE: Cliquez iciYEH LADKA HAI DEEWANA: Cliquez ici VIDEO LYRICS KOI MIL GAYAKoi mil gaya Koi mil gaya Koi mil gaya Mujhko kya hua hai, Kyon main kho gaya hun Pagal tha main pehale, Ya ab ho gaya hun Behki hain nigahen Aur bikhre hain baal Tumne banaya hai kya apna yeh haal Koi mil gaya... Koi mil gaya Mera dil gaya... Mera dil gaya Kya bataaun yaaron Main to hil gaya Main to hil gaya Koi mil gaya... mil hi gaya Mil gaya... hey, mil hi gaya Mil gaya Mujhko kya hua hai Are, kyun main kho gaya hoon Ai, pagal tha main pehle Ya ab ho gaya hoon Behki hain nigahen Aur bikhre hain baal Tumne banaya hai kya apna yeh haal Koi mil gaya Koi mil gaya Mera dil gaya Mera dil gaya Kya bataaun yaaron Main to hil gaya Main to hil gaya Koi mil gaya... Mil hi gaya Mil gaya... Are, Mil hi gaya Mil gaya Jaane kya ho gaya hai mujhe Deewaana log kehne lage Ye diwaangi hai kya, Humen bhi to ho pata Tumko kya ho gaya... Are, kal talak mujhko sab hosh tha Dil mein khushiyon ka josh tha Phir ye bechainee hai kyon? Phir ye betaabi hai kyon? Kya koi kho gaya? Koi mil gaya... Koi mil gaya Ho, Mera dil gaya... Mera dil gaya Kya bataaon yaroon O, main to hil gaya Kya bataaon yaroon Main to hil gaya Koi mil gaya... mil hi gaya Baadal ban kar koun aa gaya Kaun hai jo dil pe yoon chha gaya Chahun ke bataaon main, Phir bhi kah na paaon main Naam uska hai kya? Ho..., naam na lo par kuch to kaho Halka sa koi ishaara to do Meri aankhon mein hai woh, Meri sanson mein hai woh, Aur kahoon tumse kya...? Koi mil gaya... Koi mil gaya... Mera dil gaya... O, mera dil gaya... Kya bataaon yaroon Kya bataaon yaroon Main to hil gaya Main to hil gaya Koi mil gaya... Mil hi gaya... Mil gaya... Hey, mil hi gaya... Mil gaya... Mujhko kya hua hai, Kyon main kho gaya hoon Paagal tha main pehle, Ya ab ho gaya hoon Behki hain nigahen Aur bikhare hain baal Tumne banaya hai kya apna yeh haal Koi mil gaya... Koi mil gaya Mera dil gaya Are, mera dil gaya... mera dil gaya Kya bataaun yaaron Kya bataaun yaaron O, Main to hil gaya Mai to hil gaya Koi mil gaya Mil hi gaya... mil gaya Mil hi gaya... mil gaya Mil hi gaya Mil gaya... ho... Mil hi gaya Mil gaya...KUCH KUCH HOTA HAITum paas aaye, yun muskuraaye Tum paas aaye, yun muskuraaye Tumne na jaane kya sapne dikhaaye Ab to mera dil, jaage na sota hai Kya karoon haye kuch kuch hota hai Kya karoon haye kuch kuch hota hai Na jaane kaisa ehsaas hai Bujhti nahi hai kya pyaas hai Kya nasha is pyar ka Mujhpe sanam chhane laga Koi na jaane kyun chain khota hai Kya karoon haye kuch kuch hota hai Kya karoon haye kuch kuch hota hai Kya rang laayee meri dua Ye ishq jaane kaise hua Bechainiyon mein chain Na jaane kyoon aane laga Tanhaayee me dil, yaaden sanjota hai Kya karoon haye kuch kuch hota hai Kya karoon haye kuch kuch hota hai Tum paas aaye, yun muskuraaye Tumane na jaane kya sapne dikhaaye Ab to mera dil, jaage na sota hai Kya karoon haye kuch kuch hota hai Kya karoon haye kuch kuch hota haiLADKI BADI ANJANE HAILadki badi anjaani hai Sapna hai, sach hai, kahani hai Dekho ye pagli, bilkul na badli Ye to badi deewani hai Ho... ho... ho... Ladka bada anjaana hai Sapna hai, sach hai, fasana hai Han han ye pagla Bilkul na badla Ye to wohi deewana hai Ho... ho... ho... Paas rahke bhi thi doori Jaane kaisi thi majboori Waqt woh bhi ajeeb tha Jab tu mere kareeb tha Kho gayee tu ye kis jahaan mein Main yahan hoon dekh to zara Ladka bada anjaana hai Sapna hai, sach hai, fasana hai Dekho ye pagli, bilkul na badli Ye to wohi deewani hai Ho... ho... ho... Hmm.. bheed mein bhi thi tanhaayee Yaad har pal teri aayee Roke koi mujhe zara Bhar na aaye ye dil mera Behake behake mere kadam hai Aise mein tu sambhaal to zara Ladki badi anjaani hai Sapna hai, sach hai, kahani hai Haan haan ye pagla Bilkul na badla Ye to wohi deewana hai Ho... ho... ho... Aaa... Aaa... Aaa... Tumne na jaane kya, sapne dikhaaye Aaa... Aaa... Aaa... Jaage na sota hai Aaa... Aaa... Aaa... Kuch kuch hota hai Aaa... Aaa... Aaa... Kuch kuch hota hai Kuch kuch hota hai Kuch kuch hota haiSAAJAN JI GHAR AAYEKab se aaye hain tere dulhe raja Ab der na kar, jaldi aaja Kab se aaye hain tere dulhe raja Ab der na kar, jaldi aaja Ho... ooo... ooo... Tere, ghar aaya, main aaya tujhko lene Dil ke, badle mein, dil ka nazrana dene Tere, ghar aaya, main aaya tujhko lene Dil ke, badle mein, dil ka nazrana dene Meri har dhadkan kya bole hai Sun sun sun sun... Saajan ji ghar aaye, hay Saajan ji ghar aaye Dulhan kyon sharmaaye, hay Saajan ji ghar aaye aa... aa... aa... Ai dil, chalega, ab na koi bahana Gori, ko hoga, ab saajan ke ghar jaana Maathe ki bindiya kya bole hai Sun sun sun sun... Saajan ji ghar aaye, hay Saajan ji ghar aaye Dulhan kyon sharmaaye, hay Saajan ji ghar aaye Diwaane ki chaal mein Phas gayee main jaal mein Ai sakhiyon kaise, bolo? bolo... Haan mujhpe to ai dilruba Teri sakhiyaan bhi fida Ye bolengee kya, poocho? poocho.... Ja re ja jhoothe Tareefein kyon hai loote Hay, ja re ja jhoothe Tareefein kyon hai loote Tera mastaana, kya bole hai Sun sun sun sun... Saajan ji ghar aaye, hay Saajan ji ghar aaye Dulhan kyon sharmaaye, hay Saajan ji ghar aaye Na samjhe nadaan hai Yeh mera ehsaan hai Chahe jo isko, keh do keh do... Chede mujhko jaan ke Badle mein ehsaan ke De diya dil isko, keh do Keh do... Too ye na jaane, dil toote bhi diwaane Too ye na jaane, dil toote bhi diwaane Tera, diwaana, bole hai Sun sun sun... Saajan ji ghar aaye, hay Saajan ji ghar aaye Dulhan kyon sharmaaye, Saajan ji ghar aaye Mehandi laake... gehane paake Mehandi laake... gehane paake Hay roke tu sabko rula ke Sabere chali jaayegi, tu bada yaad aayegi Too bada yaad aayegi, yaad aayegi Mehandi laake... gehane paake Mehandi laake... gehane paake Hay roke tu sabko rula ke Sabere chali jaayegi, tu bada yaad aayegi Too bada yaad aayegi, yaad aayegi Tere, ghar aaya, main aaya tujhko lene Dil ke, badle mein, dil ka nazrana dene Tere, ghar aaya, main aaya tujhko lene Dil ke, badle mein, dil ka nazrana dene Meri har dhadkan kya bole hai Sun sun sun sun... Saajan ji ghar aaye, hay Saajan ji ghar aaye Dulhan kyon sharmaaye, hay Saajan ji ghar aayeTUJHE YAAD NA MARI AAEERabba mere ishq kisi ko Aise na tadpaye... hoy Dil ki baat rahe is dil mein, Hothon tak na aaye, Na aaye... Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna Dil roya ki ankh bhar aayee Dil roya ki ankh bhar aayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna Dil roya ki ankh bhar aayee Dil roya ki ankh bhar aayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna... 2 Tujhe har khushi de di Labon ki hansi de di Zulfon ki ghata lehraayee Paigaam wafa ke laayee Tune acchhi preet nibhayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna Wo chand mere ghar-aangan Ab to aayeega Tere soone is aanchal ko Wo bhar jaayega Teri kar di god bharaayee, Teri kar di god bharaayee, Kisi se ab kya kehna Dil roya ki ankh bhar aayee Dil roya ki ankh bhar aayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna O mahinyaa, O mahinyaa Khata ho gayi mujhse Kaha kuch nahin tumse Ikrar jo tum kar paate To door kabhi na jaate Koi samjhe na peer parayee Koi samjhe na peer parayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna Dil roya ki ankh bhar aayee Dil roya ki ankh bhar aayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehnaYEH LADKA HAI DEEWANAYe kaisa ladka hai Ye kaisi ladki hai Iska main kya karoon Isse main kya kahoon Ye ladta hai, aa ha... Akadti hai, he he... Jhagadta hai, Bigadti hai Deewana hai, Deewani hai But he's your best friend yaar... But she's your best friend yaar... Hay hay re hay ye ladka Hay hay re hay Karta naadaniyaan, Kyon poocho to hay Kabhi ye humse ladta hai Kabhi jhagadta hai Koi paas iske na aana Ye ladka hai deewana, hai deewana deewana... deewana... deewana... Ye ladka hai deewana, hai deewana deewana... deewana... deewana... Hay hay re hay ye ladki Hay hay re hay Karti naadaniyan kyon poocho to hay Kabhi ye humse ladti hai Kabhi akadti hai Karo door se chedkhani Ye ladki hai deewani, hai deewani deewani... deewani... deewani... Ye ladki hai deewani, hai deewani deewani... deewani... deewani... Iski baatein, yehi jaane Koi bhi to jaane na Aisi waisi, kaisi hai ye Koi pehchane na To bhago, O yaaron, Kar na de shaitani Ye ladki hai deewani, Hai deewani deewani... deewani... deewani... Ye ladka hai deewana hai deewana deewana... deewana...deewana Aate jaate, chede humko, Ki maane na ye kehna Dekho dekho, paagal hai ye, Han bach ke zara rehna Ye aisa hai phir bhi Apna isko maana Ye ladka hai deewana, Hai deewana deewana...deewana...deewana Ho... ye ladki hai deewani, Hai deewani deewani...deewani...deewani Han... hay hay re hay ye ladka hay hay re hay Karti naadaniyan kyon poocho to hay Kabhi ye humse ladti hai Kabhi akadti hai Karo door se chedkhani Ye ladki hai deewani, Hai deewani deewani..deewani...deewani Ye ladka hai deewana, Hai deewana deewana...deewana...deewana |
|  | | Admin Admin

Nombre de messages: 292 Date d'inscription: 09/05/2007
 | |  | | Admin Admin

Nombre de messages: 292 Date d'inscription: 09/05/2007
 | Sujet: UMRAO JAAN Jeu 22 Nov - 10:35 | |
| TRACKS Ek Toote Hue Dil Ki: A Foreword: Salaam: Pehle Pehel: Behka Diya Humein: Jhute Ilzaam: Mein Na Mil Sakun Jo Tumse: Pooch Rahe Hein: Agle Janam Mohe Bitiya - Part I: VIDEO LYRICS |
|  | | Admin Admin

Nombre de messages: 292 Date d'inscription: 09/05/2007
 | |  | | Admin Admin

Nombre de messages: 292 Date d'inscription: 09/05/2007
 | |  | | Admin Admin

Nombre de messages: 292 Date d'inscription: 09/05/2007
 | |  | | Admin Admin

Nombre de messages: 292 Date d'inscription: 09/05/2007
 | |  | | Admin Admin

Nombre de messages: 292 Date d'inscription: 09/05/2007
 | |  | | Admin Admin

Nombre de messages: 292 Date d'inscription: 09/05/2007
 | |  | | |
| Page 1 sur 1 |
| | Permission de ce forum: | Vous ne pouvez pas répondre aux sujets dans ce forum
| |
| |
| |
|